EK DIN
Hmm…
Aur ek din, ek din aur ho
Aur ek din, ek din aur ho
Haan, teri meri dher saari baat ho
Jaane hua hai kya mujhe
Naya sa lage jo bhi kaho
Jo bhi kisi se na kaha
Sunoonga main toh woh bhi, kaho
Teri baaton mein hona
hai gum
Dil kehta hai keh dena hai tumko
Mere raho, mere raho
Mere raho, mere raho
Yeh bata kya yeh ho
sakta hai
Kya kabhi waqt bhi thakta hai?
Waqt chalna bhool jaaye,
Din yeh dhalna bhool jaaye
Chal, dua maang ke aisa ho
Aur yeh ho jaaye toh kaisa ho
Aur ek din, ek din aur
ho
Bas aur ek din, ek din aur ho
Haan, ya ho kaheen raat theheri jheel pe
Jaise hume woh yeh kahe
Saare ka saara jee lo abhi
Dekho, mile ho toh alag
Bhoole se bhi na hona kabhi
Baaki saari duniya kar
do gum
Tab keh dena hai maine yeh tumko
Mere raho, mere raho
Mere raho, mere raho Jaana tu aata nahin
0 Comments