Manwa Laage 8K Full Video Song | Happy New Year | Shah ...

                                                                MANWA LAGE

 Manwa laage.. o manwa laage

Laage re sanware, laage re sanware
Le tera hua jiya, ka jiya, ka jiya
Ka ye gaanv re


Manwa laage.. o manwa laage
Laage re sanware~laage re sanware
Le khela maine jiya, ka jiya, ka jiya
Ka hai daav re

Musaafir hoon main door ka
Deewana hoon main dhoop ka
Mujhe na bhaye.. na bhaye..
Na bhaye.. chaanv re

Manwa laage.. o manwa laage
Laage re sanware laage re sanware
Le tera hua jiya, ka jiya, ka jiya
Ka yeh gaanv re

Hey hey…

 Aisi kaisi boli tere naino ne boli'
Jaane kyun main doli
Aisa lage teri ho li' main~, tu mera..

Mmm.. Tune baat kholi
Kacche dhaago me piro li'
Baaton ki rangoli se na
Khelun aise holi main~, naa tera..

O.. kisi ka toh hogaa hi tu
Kyun na tujhe main hii jeetun


M] Khule khabon me..
Jeete hain.. jeete hain.. baawre

Mann ke dhaage, o mann ke dhaage
Dhaage pe saanwre.. dhaage pe saanwre
Hai likha mene tera, hi tera,
Hi tera hi to naam re..~




Ras bundiya nayan piya raas rache
Dil dhad dhad dhadke shor mache
Yun dekh sek sa lag jaaye
Main jal jaaun bas pyaar bache..


Oh aise dore daale kaala
jaadu naina kaale
Tere main hawaale hua
Seene se laga le Aa~ main tera…
O.. dono dheeme dheeme.. jalein
Aaja dono aise milein
Zameen pe laage.. na tere..
Na mere.. paanv re~~~

anwa laage.. manwa laage
Laage re sanware, laage re sanware
Le tera hua jiya, ka jiya, ka jiya
Ka yeh gaanv re...


F] Rahun main tere naino, ki naino
Ki naino, ki hi chaanv re…
Le tera hua jiya, ka jiya, ka jiya
Ka yeh gaanv re
Rahun main tere naino, ki naino
Ki naino, ki hi chaanv~re…

Post a Comment

0 Comments