Tadap Tadap Ke Full Video Song | Hum Dil De Chuke Sanam | K.K.| Salman Khan, Aishwarya Rai

                                                                 TADAP TADAP

BejaAan dil ko

Bejaan dill ko
BejaAan dil ko tere
Ishq ne zinda kiyaa
Phir teree ishq ne hi
Is dill ko tabah kiyaa


Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki
Aisa kya gunah kiya
To lut gayeee haan lut gaye
To lut gaye hum teri mohabbat me
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki
Aisa kya gunah kiya
To lut gayee haan lut gaye
To lut gaye hum teri mohabbat me
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki
Aisa kya gunah kiya
To lut gayee haan lut gaye
To lut gaye hum teri mohabbat me


Ajab hai ishq yaaraaAAaaAa
Pal do pal ki kushiyaann


Gham ke khazane milte hain phir
Milti hain tanhaaiyan
Kabhi ansu kabhi aahein
kabhi shikve kabhi naale
tera chehra nazar aayee


Tera chehra nazar aaye
mujhe din ke ujaalon mein
teri yaade tadpayein


Teri yade tadpaye
raato ke andhero me
tera chehra nazar aayee
Machal machal ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki
Aisa kya gunah kiya
To lut gayeee haan lut gaye
To lut gaye hum teri mohabbat meinn


Agar mile khuda toooOOoOo
Puchunga khudayaaAaAa


Jism mujhe de ke mitti kaa
Sheshe sa dill kyun banaya
Aur uspe diya fitrat ke
wo karta hai mohabbat
wah re wah teri kudrat


Wah re wah teri kudrat
uspe de diya kismat
kabhi hai milan kabhi furkat


Kabhi hai milan kabhi furkat
hai yehi kya woh muhabbat
wah re wah teri kudrat
Sisak sisak ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki
Aisa kya gunah kiya
To lut gayeee haan lut gaye
To lut gaye hum teri mohabbat me
Tadap tadap ke is dil
Se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyaar ki
Aisa kya gunah kiya
To lut gaye haan lut gaye
 To lut gaye hum teri mohabat mein

Post a Comment

0 Comments