Andaaz e Karam (Official Video) Madhur Sharma, Moin, ER ...

                                                      ANDAJA E KARAM


Na suna usne tawajjo se 

Fasaana dil ka

Na suna usne tawajjo se

Fasaana dil ka


Umra guzri hai magar

Dard na jaana dil ka

Umra guzri hai magar

Dard na jaana dil ka


Unke andaaz e karam

Unpe woh aana dil ka

Unke andaaz e karam

Unpe woh aana dil ka


Dil ke tukde jo kiye

The na manzar puchho

Dil ke tukde jo kiye

The na manzar puchho


Tod ke dil ko mere

Kiya bahaana dil ka

Tod ke dil ko mere

Kiya bahaana dil ka


Unke andaaz-e-karam

Unpe woh aana dil ka

Unke andaaz-e-karam

Unpe woh aana dil ka


Karke mayoos mere dil ko

Mila kya unko

Karke mayoos mere dil ko

Mila kya unko


Bhool na paaye kabhi

Toot woh jaana dil ka

Bhool na paaye kabhi

Toot woh jaana dil ka


Unke andaz e karam

Unpe woh aana dil ka

Unke andaz e karam

Unpe woh aana dil ka


Main paraston se gila na

Hai na shikwa koi

Main paraston se gila na

Hai na shikwa koi


Jaam peeke toh nahi

Liya nishana dil ka

Jaam peeke toh nahi

Liya nishana dil ka


Unke andaaz e karam

Unpe woh aana dil ka

Unke andaaz e karam

Unpe woh aana dil ka


Woh bhi apne na huye

Dil bhi gaya hathon se

Woh bhi apne na hue

Dil bhi gaya hathon se


Aise aane se to behtar tha

Na aana dil ka

Aise aane se to behtar tha

Na aana dil ka


Unke andaaz-e-karam

Unpe wo aana dil ka

Unke andaaz e karam

Unke andaaz e karam

Unke andaaz e karam

Unke andaaz e karam

Unpe wo aana, dil ka


Post a Comment

0 Comments