Jackpot (Official Video) Cheema Y | Gur Sidhu

                                                                JACKPOT



 Kabhi jo baadal barse

Main dekhoon tujhe aankhein bharke

Tu lage mujhe pahli baarish ki duaa


Tere pahloo mein reh loon
Main khudko paagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon saathiya


Koi nahi.. tere siva mera yahaan
Manzilein.. hain meri to sab yahaan
Mita de sabhi aaja faasle
Main chahoon mujhe mujhse baant le
Zara sa mujhme tu jhaank le
Main hoon kya

Woo.. aeee.. aeee.. aaa..
Ae ae… aa….


Pahle kabhi, na tune mujhe gham diya
Phir mujhe, kyun tanha kar diya
Guzaare thhe jo lamhe pyaar ke
Hamesha tujhe apna maan ke
To phir tune badli kyun adaa
Yeh kyun kiya


Wo o wo o.. Wo o wo o..


Kabhi jo badal barse
Main dekhun tujhe aankhein bharke
Tu lage mujhe pehli barish ki duaa

Tere pahloo mein rah loon
Main khudko pagal kah loon
Tu gham de ya khushiyaan,
Seh loon.. sathiya.

Post a Comment

0 Comments