JAB TALAK
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Hai thoda besura par dil
mein taal hai
Isko hum naachne se token kab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Tab talak jab talak
Tab talak jab talak
Nacchaan aaj main shukar
mana ke
Sone yaar ton nazrein mila ke
Mainu lod kise di koi na
Saare jag di laaj bhula ke
Chal bana ke sufi
Thodi kar le bewaqoofi
Chulhe mein jaaye mitra
Duniya bhar ki masroofi
Pairon ko par lagne se
Roken kab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Behki jawaniyan jaise
barood hain
Dekhein uthte nahin hain shole kab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
Main naachun tab talak
Tu bole jab talak
0 Comments